Wednesday 3 August 2016

HADEES QUDSI


Aey Ibn-e-Adam!
Ik teri chahat hai ik meri chahat hai.
Hoga wahi jo meri chahat hai.
Pas agr tu khud ko spurd kar day uskey
jo meri chahat ha to mai tujhe dunga
wo jo teri chahat ha.
Aur agr tu nafarmani kray us say jo
meri chahat ha to ma tujhe thaka dunga
us may jo teri chahat ha.
Phir hoga wahi jo meri chahat hai.
NOTE:
so kabhi apni marzi na karo .koi bhi kam Allah par chor do .Allah ki marzi par chalo gay to tumhe tmhari chhat mailay gi.

Monday 1 August 2016

REALITY OF LIFE

Jab insan is dunya mai ata ha to khali hath ata hai
jab wo is dunya sayrukhsat ho jata ha to sirf aik sufaid kafan lai kay jata ha mtlb itna safar kiya sirf aik kafan liye .
jab insan is dunya ma ata ha to us kay kan mai azan di jati ha ,aur jab wo is dunya say jata ha to namaz parhai jati ha zindgi sirf azan sai lay kar namaz tak ka fasla ha .To insan ko chahiye k wo dunya  ki fazuliyat chor kar apni qbr aur akhirat ki tyari kar lay ku k mot kab ajaye kuch andaza nahi us kay bad qbr ka imtehan shuru ho jaye ga agr insan nay achay kam kiye ho gay to usay qbr mai skoon hoga aur agr amaal achay na ho to phir qbr ka azab shuru ho jaye ga.
.